Mohabbat Kaash Na Hoti

Is jahaan mein mohabbat kaash na hoti,
To safar-e-zindagi mein mithaas na hoti.

Agar milti bewafao ko saza mein maut to,
Deewano ki kabrein udaas na hoti

Re: Mohabbat Kaash Na Hoti

:lajawab:

waise marne ke baad bhi badle ki khwahish rakhna deewano ko zeb nahi deta

Re: Mohabbat Kaash Na Hoti

yeh lady toh baee khatarnaak hai.

Re: Mohabbat Kaash Na Hoti

Kyu jii? :eek:

Re: Mohabbat Kaash Na Hoti

goood

Re: Mohabbat Kaash Na Hoti

Nice