jaisay main koee film dekh rahan hoon
jaisay pyaaray sapnay dekh raha hoon
main tum ko apnay dil k saath lagaey
mehossos kar raha hoon -
meri ungliaan teray hoton par hain
mulaayam mullayam hoton par hai
kushi k aansoo meri ankhon main hain
meray dil ki dharkan tezi par hai
meray labbon par musktaatain hain
tu meri mehobboba hai
main tera deewaana hoon -
haey khuda kya karoon
yeh to ek sapna hai
meri zindgi beeabaan hai
main yahaan hoon
tu wahaan hai
meray dil main ek
mohabbat ka toofaan hai.
Note: A poem of Maharaaja Khawaaja Deewaanay Shah at
http://www.shayarfamily.com/index.php?act=ST&f=12&t=13463