Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
Masjiden to bhar gai hain phir se ![]()
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
masjid toh bana dee shab bur mein imaan kee hararat walon nay
dil wahi puraana pappi hai barson say namazi bun na saka
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
wah wah.. lekin aaj to log masjid main namaz padhne aae the…
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
ramzan kay baad phir wahi haal hoga
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
Bhoot khoob!
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
right
per aisa kiyun hai uncle?
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
ehsan uncle kuch gr br nei kr di is shair main.
yehan pr man apna puraana papi hy ana tha shaid
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
Aap yeh bhi to dekhain k
Allama kiya farma rahe hain
Sajda be zoq hai
Jab sajde mein zoq nahi hai to sajda be ma’ni hai
Aise jaise zameen per sar patakhna
wajah bhi likhte hain k
**
Ab woh musalmano wala dil nahi raha **
![]()
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
yes:
Masjid tu bana dee shabb bharr mein ImaaN ki hararrat waloN ne
Mann apna purana paapi hai barsoN se namazi bann na sakka
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
:k:
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
eska matlab kuch na kuch kahen baqi hy ![]()
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
ramzan me jo kuch pas e parda chala jata hai,after razan wohi phir samny aa jata hai
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
Lekin khuda k ghar phir bhi aabad rehte hain
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
sahi… abhi shajar se umeed baqi hai
Re: Mohabbat ka janoon baqi nahin
Yes chand Raat ko hi shaitaan khul jata hai… per kuch log zaroor faizyaab hote hain iss mahene ki barkaton se