~*Mohabbat ka asar hoga*~

Mohabbat ka asar hoga ghalat fehmi main mat rehna
Wo badlenge chalan apna ghalat fehmi main mat rehna

Tasalli bhi usay dena ye mumkin hai main lot aa’on
Magar ye bhi usay kehna ghalat fehmi main mat rehna

Tumhara tha tumhara hon tumhara he rahonga main
Kisi k baray main is darja ghalat fehmi main mat rehna

Mohabbat ka bharam tota to ab chup chup k rotay ho
Tumhain main nay kaha tha na ghalat fehmi main mat rehna


Re: ~Mohabbat ka asar hoga~

Tumhara tha tumhara hon tumhara he rahonga main
Kisi k baray main is darja ghalat fehmi main mat rehna

:k: nice

Re: ~Mohabbat ka asar hoga~

^Thanks Bheegiyaad ji

Re: ~Mohabbat ka asar hoga~

bhut achi :)

i like it

Re: ~Mohabbat ka asar hoga~

nice sharing nk bro

Re: ~Mohabbat ka asar hoga~

verryy nicee

Re: ~Mohabbat ka asar hoga~

Tasalli bhi usay dena ye mumkin hai main lot aa'on
Magar ye bhi usay kehna ghalat fehmi main mat rehna

v nice sharing :)

Re: ~Mohabbat ka asar hoga~

Thanks to all