mohabbat jab lahoo ban kar ragon main sarsarye tou..

**mohabbat jab lahoo ban kar ragon main sarsarye to

koi bhoola hwa chehra
achanak yaad aaye to

qadam mushkil se uthte hoon
irada dagmagaye to

koi maddham se lehje main
tumhain wapas bulaye to

thehar jana, samajh lena

ke ab wapas palatne ka
amal aghaz hota hai
**

Re: mohabbat jab lahoo ban kar ragon main sarsarye tou..

[QUOTE]
Originally posted by Dania_2000: *

*mohabbat jab lahoo ban kar
ragon main sarsarye to

koi bhoola hwa chehra
achanak yaad aaye to

qadam mushkil se uthte hoon
irada dagmagaye to

koi maddham se lehje main
tumhain wapas bulaye to

thehar jana, samajh lena

ke ab wapas palatne ka
amal aghaz hota hai
**
[/QUOTE]

nice work thank u for shering

khoob :k:

Nice! :k:

:k:

nice

Re: mohabbat jab lahoo ban kar ragon main sarsarye tou..

wah jee wah :k: thanx for sharing

k ab wapas palatne ka amal aghaz hota hai :k