Dania
1
***Meri Nakaam sochain mujh se kahti hain
Mohabbat haar jaati hai
Khayalon ki talatum khaiz
lehrain mujh sey kahti hain
Mohabbat haar jaati hai
Rooh kay badan sey taankha udharta hai
aur koi awaz daita
mohabbat haar jaati hai
mujhay dafna kay aai bohat jahan walay
lagaya qabar par qutba
Mohabbat haar jaati hai..***
Re: ~Mohabbat Haar Jaati hai~
toooo gudd .. :k:
UZ
3
Re: ~Mohabbat Haar Jaati hai~
:k:
Re: ~Mohabbat Haar Jaati hai~
good1 :)
Re: ~Mohabbat Haar Jaati hai~
good :)
Re: ~Mohabbat Haar Jaati hai~
Muhabbat Kabhi Nahi haarti Hum Haar Maan Laytay Hain :)
Re: ~Mohabbat Haar Jaati hai~
very nice sharing