mohabbat bahut bahut bimaar hai

tumhari har nazm, har ghazal main
bhari huee hai mohabbat ki chahaat

kya tumaray saamanay chhupi rehti hain
kaalay parday ke peechhay saari aurtain?

din raat tum aansoo bahatay rehto ho
dilruba mohabbat ki intzaar main

agar nazmain aur ghazalain hain tumari zindagi ka misl
to hay khuda, tumari mohabbat bahut bahut bimaar hai

Re: mohabbat bahut bahut bimaar hai

Ab Mohhabat k ahekeem Luqman kahan sy lain :desimunda: