~..MOHABBAT..~ Bachpanaa..~

salam…

Tumhain mujh say "MOHABBAT " hay???
Mohabbat ki tabiyat main
Ye kaisa bachpanaa Qudrat nay rakha hay
Ke ye jitni puraani,jitni mazboot ho jaye
Usay tayeed-e-taaza ki zaroorat phir bhi rehti hay
Usay izhaar ke lafzoon ki haajat phir bhi rehti hay

“MOHABBAT” youn gawaahi maangti hay apnay honey ki"

Ke jaisay tifl-e-saada shaam ko ik beej booye
Aur shaam main baar..ha uthay
Aur zameen ko bar bar dekhay

" K podaa kahan tak hay?"

REGARDzzz…

Re: ~..MOHABBAT..~ Bachpanaa..~

waah!

Re: ~..MOHABBAT..~ Bachpanaa..~

v nice

very nice :k:

Re: ~..MOHABBAT..~ Bachpanaa..~

vahhhh!!