mohabat

Re: mohabat

arz kia hai....

Mohabbat main kat-tay hain sir
Mohabbat main kati hai zabaa
azeeyat de yeh zamana chaahe khuda de saza
Mar keh bhi tere ishq main lutaoun sara jahaa

Kayaamat par jab poochay ga sawal woh khuda
Kayaamat par jab poochay ga sawal woh khuda
meri rooh mera jism kare ga phir bayaaan
sachay mohabbat ki dastaan.! :)