mohabat

uumm dont u think u need to grow up becayse if this tread is bothering u so much y would u read it and if u have read it y would u bother comenting and now that u have comented u should have at least made sense or try to make sense because to some of us childish plp love still happens…

dono :chai:

Re: mohabat

aj kal na tu mohabat hoti he na hi use nibhana ata he kisi ko

:chai:

Re: mohabat

^wah, kya wichaar hein apke :blush:

Re: mohabat

:) SHUKERYA

main to kab say khara intezaar kar raha houn ..!! :attia:

waisay logoun.. agar aik keh bajayay 3/4 mohabbatain aik hi time peh ho sakti hian..!! yeh sawal hua naa..! :wink:

I totally agree with you…we have to point out .. who is teenager here.. i am not at least LoL
muhabbat sirf aik drama hai , apni desires ko stasify karnay ka decent tareeqa..
believe me its nothing more than that…

Re: mohabat

pyaaar kiyaaa tho nibhanaaaaa pyaarrrr kiya tho nibhaaanaa pyaar kiya tho NIbhaNA pyaaaaaaaaaarr kiya tho nibhanaaaaaaaa

Re: mohabat

:crying:rona seb se moshkel he

Re: mohabat

everything is easy once you are in love :)

For those who think aajkal pyar naheen hota:

Pyar hamaisha say hota aya hai aur hamaisha hota rahay ga yay aur baat hain %tage kum hoti jaay gi.

Pyar karnay walay aaj kay daur main bhi pyar kartay hain aur suchchi bhi kartay hain.

Answer to the question:

Pyar agar ho to pyar khud bakhud hi hum say nibhabhwata hai tumaam tar mushkilaat kay bawajood khuwah wo pyar kisi say ya kisi bhi rishtay say ho.

Pyar main hum kuch kartay naheen khud ba khud hum say hota hai agar pyar suchcha ho to.

Nibhana to wahan parta hai jahan suchcha pyar na ho ya sirf talluq ho ya nibhanay ka masla ho.

Jaisay pyar hota naheen ho jata hai ussi tarha pyar ho to nibhana nahi parta khud hi nibh jata hai yani bayikhtiari ho jaati hai apnay jazbaat main aur jazbaat ki wajah say amlon main.

Exactly

:clown: true

:cb: abh tuk tu roonay ke practice ho jaani chahyiyay

:blush: ejaaaaaaactly!

Re: mohabat

muhabat karna muskil hay but hoo jana asan hy

Re: mohabat

arz kia hai....

Mohabbat main kat-tay hain sir
Mohabbat main kati hai zabaa
azeeyat de yeh zamana chaahe khuda de saza
Mar keh bhi tere ishq main lutaoun sara jahaa

Kayaamat par jab poochay ga sawal woh khuda
Kayaamat par jab poochay ga sawal woh khuda
meri rooh mera jism kare ga phir bayaaan
sachay mohabbat ki dastaan.! :)