Mohabat mausam nahee hai
ke
apni muddat poori karay
or rukhsat ho jai
mohabat sawan nahee hai
ke
toot kar barsay
or tham jai
monabat aag nahee hai
sulgay barhkay
or bujh jai
mohabat aftaab nahee hai
ubray chamkay
or dhal jai
mohaabat chand ki maanind hai
jo barhta hai ,ghatta ha,
nikalta ha ,chupta ha
phir bhi fana nahee hoota
…:k:
nice 1 :k:
gr8:k:
mohaabat chand ki maanind hai
jo barhta hai ,ghatta ha,
nikalta ha ,chupta ha
phir bhi fana nahee hoota
:~)
buss loug hee badal jaatay haiN:) ![]()
thanks for sharing… and keep sharing such beautiful words and thought with us ![]()
![]()
btw a really nice quote in ur signature :k:
:k:
favrism lagta hai ap jin k NICK jantey ho usi main jatey ho aur jo nick nahi jantey un main lagta ![]()
:k:
bhut khoob:k:
:k:
hummmm
aise hee lagta hai ![]()
humm maza nahi aaya
lol.. aisee baat naheeN:)
jo hummaiN yaad rakhatay haiN, humm bhee unhaiN yaad rakhtay haiN:flower1:
thanks all ![]()
ummm ![]()