Mohabat kiya hai

Yaroo…

Chaloo aaj bolo ka mobahat kiya hai

Mohabat dard hai ya khushi…
Mohabat dil hai ka daharkan…

Ya kiya hai…

Muhabbat karo aur khud jaan lo
;)

Andhairii raat hay saa'ya to ho nahi sakta
............. .................... .............. ........!!


** khushi ** to dubai ki flight say aagaii hay .. ab aap dard ko ** dilsay ** laga kar dhaRkan dhaRan kartay rahain ;)

i think arif ne sahee kaha 'mohubbat karo aur khud jaan lo' ;)yeh bohut acha tareeka hai:)

muhabat sub kuch hai

Thanks every one.....

muhabbat to kerta ha sara zamana
muhabbat ha kia ye nahin koi jana
;)