Agar kabhi meri yaad aaey
To chand ratoon ki naram dilgeer roshni mey
Kisi sitarey ko dekh lena–
Agar who nukle falak sey ur kar tumharey khadmoo’n mey aa girey to
Yeh jan lena, who esteaara thaa merey dil ka,
Agar naa aaey…..
Magar yeh mumkin hi kis tarha hai keh tum kisi per nigah dalo
To us ki dewar e jaa’n naa dootey
Who apni hasti naa bhool jaey!
Agar kabhi meri yaad aaey
Guraiz karti hawa ki lehroo’n pe hath rakhna
Mey khushboo’n mey tumhey miloo’n ga –
Mujhey gulab ki patioo’n mey talash karma
Mey ous khatroo’n kay aainoo’n mey tumhey miloo’n gaa –
Agar sitaroo’n mey, ous khatroo’n mey, khushboo’n mey’ na pao mujh ko
To apney khadmoo’n mey dekh lena
Mey gard hoti musafatoo’n mey tumhey miloo’n ga –
Kahee’n yeh roshan chirag dekho to jan lena
Keh har patingey kay sath mey bhee bikhar chukka hoo’n
Tum apney haatoo’n sey un patingoo’n ki khaq darya mey daal dena
Mey khaq ban kar samandaroo’n mey safar karoo’n gaa –
Kisi na dekhey hoey jazirey pe ruk kay tum ko sadaein doon gaa
Samandaroo’n kay safar peh niklo to us jazirey peh bhee utarna
Acha aap kehti hain to maan layte hain hum to samjhate thay Amjad bongiyaan hi martay rehtay hain
[/QUOTE]
app asl main update nahi rahty na yah ittela purane hay kay amjad acha likhty hein...;)
acha likhtay hain ..Jeee… Bhai hum baaat kar rahay thay Waday rangsaaz ke nikay maju (amjad) ki … khair jiss ka zikar aap nay kia hay … naam manoos sa lagta hay … yeh woh to nahi jo apni kitabain mouft main bantta hay??? humain kia na to humain rang achay lagain na kitabain