Dilsay
1
**Mohabat ka rasta taveel hoata hai
Akalay safar hamasha ajeeb hoota hai
Sooch main raha taray baad
Khushi ka lamha kisay naseeb hoota hai
Gham e yaar nay sath diya hai mara
Itna acha kis ka naseeb hoota hai
Zindagi behi sath choor jatee hai
Tamam umer koyee kasay rafeeq hoota hai
Tanhai main jab yaad ati hi tari
Apan dil he apna reqeeb hoota hai**
by Dilsay
Pramod
2
achhi ghazal hai Dilsay
daad kubul kijiye...
kuchh sher mein kafia thoda kamzor hai...soncha aap ko bataa dooN....
Swera
4
Khushi ka lamha kisay naseeb hoota hai
nice:)
bohut Aala Dilsay:k::k:
thanks:~)
Amal
9
Re: Mohabat ka rasta taveel hoata hai
Bohat khoob Dilsay:k:…Keep writing:)
Re: Mohabat ka rasta taveel hoata hai
Beautiful :k:
Wah:k:..
Great stuff:flower1:
Re: Mohabat ka rasta taveel hoata hai
Wah… Zabardast… keep writing Dilsay :k:
Dilsay
16
Re: Re: Mohabat ka rasta taveel hoata hai
thanks alot…
Re: Mohabat ka rasta taveel hoata hai
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
**Mohabat ka rasta taveel hoata hai
Akalay safar hamasha ajeeb hoota hai
Sooch main raha taray baad
Khushi ka lamha kisay naseeb hoota hai
Gham e yaar nay sath diya hai mara
Itna acha kis ka naseeb hoota hai
Zindagi behi sath choor jatee hai
Tamam umer koyee kasay rafeeq hoota hai
Tanhai main jab yaad ati hi tari
Apan dil he apna reqeeb hoota hai**
by Dilsay
[/QUOTE]
wah wah wah. bohot khub. beautiful attempt
Dilsay
18
Thanks P}{ä®mä©Ï§t and HuMzAaD