Jii hai . . . 14 Feb. . . phir mohabat ka din wapas ayah hai appnay sath kuch haseen lamhay lay kar , is din har pyar karnay walay ka dil khoobsorat rango say bhara hota hai , wesay tu har din he mohabat karnay ka din hai magar yah din hum kuch khoobsorat tarha say manatay hai or kooshish kartay hai kay jis say moahabat kartay hai us kay leyah aik din mai boohat khooshiya day . . . . so app log MASHALLAH sab mohabat kay alfaz ko sumhajtay hai or us ke kadar kartay hai . .
so yaha par apnay kuch words zaror liekhay mohabat karnay walo kay leyah . . .kuch bhi jo appkay dil mai ho , chahay aik he word ho magar zaror liekhay takay sab ko ahsas ho kay yah din zindage mai sab ke kitne important rakhta hai
Lay-D-honey - - - mai velantines day say nah tu mohabat karta ho or nah nafrat mai tu mohabat say mohabat karta ho so chahay woh 14 feb ko ho yah kese bhi din
wesay manay tu serf simply ask to write some words for love once