Mohbat Ki Nahi Jati Ho Hii jati hai
Dayare Ishq Main kati hai Lambi Zindagi ham ne
Hazaron Ashiqon se Du Ba Du Ye Guftagu ki hai
Har Ashiq ne Samjhaya
Hamare Tajrabe ne Hamko Sikhlaya
Samjh bas Yehi Aya
Mohbat Ki Nahi Jati Mohbat Ho hii jati hai
Mohabat Kiya Hai
Dil Ka Zehen se Kuch Guftagu karna
Kabhi Chhone ko Nile Asman ki Arzoo Karna
Mohabt Ki Nahi Jati Mohbat ho Hii Jati hai
Mohbat Kiya Hai
Jo De de Zulekha ko bhi Jawani
Mohbat Heer Ki Leela ji Majnoon ki Kahani Bhi
Hai Esi Aag ye jis ko bujha pae na Pani bhi
Jawani sab ke dil main iska beej bo hi jati hai
Mohbat ki nahi Jati
Ho Hii jati hai
apka nam bhi na hmmm type karte hue bhi hansi ati hai hahahaha
Aray hamara kam hay logon ko hansana chahey woh koi bhi tareeka ho jab koi hamari wajah say khuch hota hay to humain bhi khushi hoti hay.
So hanstay rahain