Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai

**Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai **

**Jaab Raat kay is phich.lay phayhaar tum **
**Kissi khillthee kaali say phool bannkar **
**Mohaabaat ki zubaan mein bhool banker **
**Mayree bahahoon mein simm.tii parii hoo **

**Baadaan ki taaal pay shaab baahr humaray **
**Junnon kay wastay , daryaaa kinnaaraay **
**Humaray daikaay , saab khawboon shaaahray **
**Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai **

**Aajb eek khawissh , waqt is dil meein mayray **
**Ek arzoo gungutaahee phir rahee hai **
**Meiin chahtah hoon tujhay baydaar karkay **
**Tayaray maahtaay pay phir jhhoomaary sajoon **
**Tujhay phir say mein ek dhulaan bana.oon **
**Husun ki chandani phir say naha.oooon **

**Mereee Jaaan waqqt kaay is bhaytay samnay mein **
**mujhay , yea khaanay mein kohii aarr naheee **
**Aj is dil kaa Mujpay kohi udddhar naahiii **

**Tuj ko paya kay , is duniya mein **
**zeeest nay mayree joh bee paya haai **
**wooh tayray Aaaksh ka ek Saya hai **

wooh tayray Aaaksh ka ek Saya hai !!!!

( Aliyish)