one of me tukbandiYaan
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
Very nice yaar! Enjoyed listening : )
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
can you write this out, please and post here?
best,
Dushwari
can you write this out, please and post here?
best, Dushwari
**Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai **
**Jaab Raat kay is phich.lay phayhaar tum **
**Kissi khillthee kaali say phool bannkar **
**Mohaabaat ki zubaan mein bhool banker **
**Mayree bahahoon mein simm.tii parii hoo **
**Baadaan ki taaal pay shaab baahr humaray **
**Junnon kay wastay , daryaaa kinnaaraay **
**Humaray daikaay , saab khawboon shaaahray **
**Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai **
**Aajb eek khawissh , waqt is dil meein mayray **
**Ek arzoo gungutaahee phir rahee hai **
**Meiin chahtah hoon tujhay baydaar karkay **
**Tayaray maahtaay pay phir jhhoomaary sajoon **
**Tujhay phir say mein ek dhulaan bana.oon **
**Husun ki chandani phir say naha.oooon **
**Mereee Jaaan waqqt kaay is bhaytay samnay mein **
**mujhay , yea khaanay mein kohii aarr naheee **
**Aj is dil kaa Mujpay kohi udddhar naahiii **
**Tuj ko paya kay , is duniya mein **
**zeeest nay mayree joh bee paya haai **
**wooh tayray Aaaksh ka ek Saya hai **
wooh tayray Aaaksh ka ek Saya hai !!!!
( Aliyish)
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
aliyish,
very nice poem.
best,
Dushwari
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
Thanks Samad and dushwari .......
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
nice… u have a brithish accent ![]()
i like it alot
i was smiling through the shair or ghazal ise jo kaho ![]()
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
mujha pehlay he pata tha baak raha ha … ![]()
Good job lalay ![]()
![]()
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
Very nice poem Aliyish:-)
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
buhat khoob Shahji!
chaa gaiy oo...
Irish
mein is ko nazam kahTah hoon
thanks alot for liking
haha… kia kaRain baakain nahe tu LooGon ki samj nahi athee ![]()
Thanks Gul … agar ap ko pasand ahe tu ache hi hoo Ge…
thanks lalay … ap ki zaR.ra nawazi hai … warna banda kis qabil hai ![]()