Aliyish
September 29, 2007, 7:10am
1
***Jaab Raat kay is phich.lay phayhaar tum ***
***Kissi khillthee kaali say phool bannkar ***
***Mohaabaat ki zubaan mein bhool banker ***
***Mayree bahahoon mein simm.tii parii hoo ***
***Baadaan ki taaal pay shaab baahr humaray ***
***Junnon kay wastay , daryaaa kinnaaraay ***
***Humaray daikaay , saab khawboon shaaahray ***
***Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai ***
***Aajb eek khawissh , waqt is dil meein mayray ***
***Ek arzoo gungutaahee phir rahee hai ***
***Meiin chahtah hoon tujhay baydaar karkay ***
***Tayaray maahtaay pay phir jhhoomaary sajoon ***
***Tujhay phir say mein ek dhulaan bana.oon ***
***Husun ki chandani phir say naha.oooon ***
***Mereee Jaaan waqqt kaay is bhaytay samnay mein ***
***mujhay , yea khaanay mein kohii aarr naheee ***
***Aj is dil kaa Mujpay kohi udddhar naahiii ***
***Tuj ko paya kay , is duniya mein ***
***zeeest nay mayree joh bee paya haai ***
***wooh tayray Aaaksh ka ek Saya hai ***
wooh tayray Aaaksh ka ek Saya hai !!!
( Aliyish)
I dont know , if it is too bold for your liking ! Bas khabi wajaad or shadmaani kee darme’Yani haalaat mein liki howi Kuch lines AP ki nazar !
Baak raha hoon Junnon mein kia kia kUch
kuch na samjay Khuda karay Kohi
Minerva
September 29, 2007, 7:14am
2
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
rozay main bhi eisi amad hoti hai :p al amaan al hafeez!
Aliyish
September 29, 2007, 7:32am
3
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
rozay main bhi eisi amad hoti hai :p al amaan al hafeez!
Kuch arrsay Phalay lik'ee thee ,ek Jagah save thee tu wahan say yahan move kardi !
Ammad tu Janay kaysii kaysii howe hain . Matey ! woh tu hum Hamayshah lik kay page pahar dia kartay hain !
Ab Manto shaab ki tarha humhain court kachayree karnay ka shoq nahi hai in chezion kay publish honay pay !
fizatiq
September 29, 2007, 12:00pm
4
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
**Jaab Raat kay is phich.lay phayhaar tum * *
**Kissi khillthee kaali say phool bannkar * *
**Mohaabaat ki zubaan mein bhool banker * *
**Mayree bahahoon mein simm.tii parii hoo * *
**Baadaan ki taaal pay shaab baahr humaray * *
**Junnon kay wastay , daryaaa kinnaaraay * *
**Humaray daikaay , saab khawboon shaaahray * *
**Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai * *
**Aajb eek khawissh , waqt is dil meein mayray * *
**Ek arzoo gungutaahee phir rahee hai * *
**Meiin chahtah hoon tujhay baydaar karkay * *
**Tayaray maahtaay pay phir jhhoomaary sajoon * *
**Tujhay phir say mein ek dhulaan bana.oon * *
**Husun ki chandani phir say naha.oooon * *
**Mereee Jaaan waqqt kaay is bhaytay samnay mein * *
**mujhay , yea khaanay mein kohii aarr naheee * *
**Aj is dil kaa Mujpay kohi udddhar naahiii * *
**Tuj ko paya kay , is duniya mein * *
**zeeest nay mayree joh bee paya haai * *
**wooh tayray Aaaksh ka ek Saya hai * *
wooh tayray Aaaksh ka ek Saya hai !!!!
( Aliyish)
I dont know , if it is too bold for your liking ! Bas khabi wajaad or shadmaani kee darme'Yani haalaat mein liki howi Kuch lines AP ki nazar !
Baak raha hoon Junnon mein kia kia kUch
kuch na samjay Khuda karay Kohi
buhat khoob likhtee hain aliyish.............very nice....................page nahi parha karain ham say share kar leya karain.................
Ali_2
September 30, 2007, 4:17pm
5
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
kafi azaadana amad hoti hai kabhi kabhi aap per :p
lagta hai manto ki rooh halool hone ki koshish kar rahi hai :)
AQ
September 30, 2007, 6:39pm
6
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
rozay main bhi eisi amad hoti hai :p al amaan al hafeez!
kiouN aap kaY haaN "Raat kaY pichlaY peh'r" maiN bhee rozaa hotaa hai?:)
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
very nice..
meri bhi aik romantic si nazm hai but main na ramzan ke end honay ka wait ker raha hoon.. mujhe laga tha k mujhebhi aise comment miltay
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
**Tak'ye'ay pay teray sar ka nishan ab bee para hai
chadar mein teray jism kee mehkar rachee hai
hatoon mein damak'ta hai teray chah'ray ka shona
mah'thay pay teray hotoon kee moh'rain see laghee hain
naz'deek say kuch bee tuh dika'ee nahee daytah
toree see alaag ho tuh teray chah'ray ko daikhoon !!!**
(Gulzar)
Azad
November 26, 2007, 11:29am
9
Re: Mohaabaat raqs karkay , thaam chuki hai
khoob :k: