wahan janay ki ijazzat kion nahi hay naraz
aisa kia hota hay wahan Aq
phir members ka bhi aisa forum ho jahan mods na aasakain barbie
rat kay 2 bajay main aisa hee thread open ker saktee hoon ..ker lo jo kerna hay snooty
wahan janay ki ijazzat kion nahi hay naraz
aisa kia hota hay wahan Aq
phir members ka bhi aisa forum ho jahan mods na aasakain barbie
rat kay 2 bajay main aisa hee thread open ker saktee hoon ..ker lo jo kerna hay snooty
Re: MODS Forum
maybe I should takeover and export the admin ![]()
Re: MODS Forum
and send him to Jeddah. Hajj season is approaching ![]()
Re: MODS Forum
CB^ tum pehlay yeh bataao itnay saray SITaaray kahan say jama keye tum nay ...
mainy dekha tha asmaan per pooray 3 sitaaray ajj kam hain naraz
Re: MODS Forum
jitnay bhi jharoo-marka nokars hain waha bethe hoye haiN, jo chuwwi ghentay rote rehte haiN kay is post ka kya karaiN , us banday ka kya karaiN, dunya jahaan ki chugliaaN and AnwaR Qureshi par jo moham chal rahi hai wo sab udhar chaltee haiN, and once in a while ppl post their pictures there.
Re: MODS Forum
and the latest news ASN ko is dafa kitnay SAall k ley BANn kia jayee chai
Re: MODS Forum
*Problem Girl...aaj kal mere achay din chal rahe haiN gupshup par,kiyo nazar lagani hai muje tum nay.
*
Re: MODS Forum
^PG chakka mara hai ![]()
Re: MODS Forum
ASN > app ki wajah say dosroon k burray din chal rahay hain chai
Umme > now ur turn ; )
Re: MODS Forum
PG ham aap jitnaay zaheen nahi hain:teary2:
Re: MODS Forum
nai.
Laandhi jail kis din kaam aaye gi ![]()
in sub ko daaleein (lentils) saaf karnay kay kaam per laga du.
mai tu khud hi chaand sa aik sitaara hoon ![]()
![]()
Re: MODS Forum
umme^ agar main zaheen hotee to MOd forum main na ghuss chukee hotee : P
Re: MODS Forum
to aao sitaaray ajj chaaand yane PG say bhi mill lo : D
Re: MODS Forum
aik zamanay mai PCG nay apni photo post ki thi MOD forum maiN, aur uskay pooray aik maheenay baad usnay mod forum say asteefa day dia.
Re: MODS Forum
achaaw mein ne aaj tak mods forum saare eik se eik namoonay nasal ke benaqoof logo ko dekhaa hai
aap bhi itni be naqoof banna chahti hain
Re: MODS Forum
to aap ASN ki chamchi hain ![]()
Re: MODS Forum
sitaraa ki hai sapna lawn ![]()
chai ka cup aa gayaa ![]()
hows your eid gift doing..
Re: MODS Forum
mai aik respected citizen hoon
yea aur baat hai k aaj kal value kum hoi wi hai.
mujhey chamchi bana diyaa ![]()