BALAI= Doodh kay chehray ki cream
MAUSAM-E-BAHAR=na woh isq main rahain garmiyan
na woh husn main rahain sardiyan
DOOPATTA= Galay main latkaanay wali rassi
MUSANIF= Jhooton ka Badshaa
HERO= Na qaabil-e-shikast
Heroine= 50 saala hasina
MINI BUS= 2 roopay main murga banna seekhiyah
HOLLYWOOD= array tum nay abhi tak talaq nahin li bachay kya kahtay hongay?
MUSKURAHAT= Ice land main tulu aftab
COLLEGE= Talib ilmo kay liyah tafreeh gah
AANKH= aansoo bahanay ki factory
OFFICE= Aaram karnay ki jaga
HUSBAND= Biwi par bilawaja tanqeed karnay waali machine jo kharab nahin hoti
BILL= hotel ki badmaza cheez
WAFADAARI= ek ka ssath dena doosray ko dhoka dena
WAIGON= ek aisa balloon jiss main musafir bhar jaatay hain.
Princess of Hearts