Re: Moderators : 5
Anwaar bhai, aap ko koi aur nahi mila apni daqeeq Urdu jharnay kay liye?
Na janay keya haal howa hoga unka yeh Urdu paRdh kar. Kayi roz tak soye naheen hongai.
Aap ko bhi Billi maar ka Sabun bana’nay waalon ki taraf say Jashan-e-Aazaadi mubarak…![]()
PS: Kahan hotay hain aaj kal aap? Aap tu aisay ghayab hoye jaisay aap kay sar say seengh?![]()