Moderators : 5

Re: Moderators : 5

lagta hay aaj kal kaarkhnooo mai asli aur kaaam karnay walay MOD banany band kar diayy hian jo itnay zaida mod laiay ga rahay hain :snooty:

Re: Moderators : 5

bhai mairay, maslan jab aapki shadi hogi na, aur aap jaayengay biwi ko lay karr.. aur ittefaaqan aap mod huay, to phir ham bhi aapko chairaingay :faizy:

Re: Moderators : 5

main aik ke saath aik free donga :snooty:

Re: Moderators : 5

It will be back to 3 very soon.

Re: Moderators : 5

Ehsan bhai bechare 2 mods ab kaise kamainge paise :(

Re: Moderators : 5

jaisay abhi kamaatay hain ;-)

Re: Moderators : 5

^ :D

Re: Moderators : 5

daant andar karain, unko abhi pata nahi hay :blush:

Re: Moderators : 5

oh acha :cb:

Re: Moderators : 5

Anwaar bhai, aap ko koi aur nahi mila apni daqeeq Urdu jharnay kay liye?:hehe: Na janay keya haal howa hoga unka yeh Urdu paRdh kar. Kayi roz tak soye naheen hongai.

Aap ko bhi Billi maar ka Sabun bana’nay waalon ki taraf say Jashan-e-Aazaadi mubarak…:jhanda:

PS: Kahan hotay hain aaj kal aap? Aap tu aisay ghayab hoye jaisay aap kay sar say seengh?:smiley:

Re: Moderators : 5

:hayaa:

yai mods kaam bouncers zaida hain:halo:

Re: Moderators : 5

to aap aisay CLUBS main bhi jaati hain?:o

hawwww! sheen, shame shame !

Re: Moderators : 5

^^
…waisai who are bouncers:confused:

i meant this Bouncers…

Re: Moderators : 5

ji ji .. BILKUL!

Re: Moderators : 5

:omg:^^

Re: Moderators : 5

:halo:

Re: Moderators : 5

itnay saray hain.. lakin kaam kay sirf aik do.. dosray to time pass hain.. :stuck_out_tongue:
PS. :wave: