By:
Javaid Akhtar
Beautiful and thanks for sharing.....
nice
Re: ~* Moam'ma *~
[QUOTE]
Originally posted by P}{ä®mä©Ï§t: *
Hum donoon jo hurf thay
Hum aik rooz milay
Ik lafz bana
Aur hum nay ik ma'anay banaya
Phir jaanay kia hum pay guzri
Aur aab yun hai
Tum ik hurf ho
Ik khanay main
Main ik hurf hon
Ik khanay main
Beech main
Kitnay lamhon kay khanay khali hain
Phir say koi lafz banay
Aur hum donon ik ma'nay paen
Aaisa ho sakta hai
**Laikin
Soochna hoga
In khali khanon main humko bharna kia hai? *
By:
Javaid Akhtar
[/QUOTE]
Darjan bhar bachay hi bhar dain ... chahay murghii ki hi kyon na hon
bohat khoob thanks 4 sharin pharma..:)
Re: ~* Moam'ma *~
[QUOTE]
*Originally posted by P}{ä®mä©Ï§t: *
Hum donoon jo hurf thay
Hum aik rooz milay
Ik lafz bana
Aur hum nay ik ma'anay banaya
Phir jaanay kia hum pay guzri
Aur aab yun hai
Tum ik hurf ho
Ik khanay main
Main ik hurf hon
Ik khanay main
Beech main
Kitnay lamhon kay khanay khali hain
Phir say koi lafz banay
Aur hum donon ik ma'nay paen
Aaisa ho sakta hai
Laikin
Soochna hoga
In khali khanon main humko bharna kia hai?
Was that you ? Yes it must be....the mood of the nazam showed it all...kia baat hay, so beautiful and unique.....
Buhat Khuub.
Very nice Pharma:k:…thanx for sharing.
Dilsay ... Thanks for liking ...
ameen... Thanks
Azad ... LOlzz... ittnay fazool mashvaray ka shukriya ...
Paglee.... Thanks a lot for liking...
Man de Mouj... Thanks Irfan... Pasandeedgi ka bohat shukriya..
GuL-e-Tasbeeh... Thanks
Amal... Thanks
bhut khoob pharma :)
very nic sis:k:![]()
thanks:)
Thanks nikii and GKK..
very nice :k:
Nice :-)