mjhe tanha rhne do ... !!

***Rokk Nahin Paate Yeh Aansoo
Chalo Aaj Ji Bhar Ke Behne Do

Mein Tha Kab ka Tanha
Ae Dost
Mujhe Tanha Hi Rehne Do

Unse Wafa Karke
Yeh Inaam Paaya Humne
woh Agar Kahe Mujhe Bewafa
Toh Usse Kehne Do***

Re: mjhe tanha rhne do … !!

bohot khoob:lajawab: lajawab sharing

Re: mjhe tanha rhne do ... !!

Khud ko mujh se juda kiya us ne
Jo na karna thaa wohi kiya us ne
Yaad karne se bhi na yaad aaun
Aisa mujh ko bhula diya us ne
Mein tau bas waqt ki zaroorat hoon
Mujh ko aakhir bata diya us ne
Apne haathoon se khud hi
Likh ke mujhe "Jaan"
Jaane phir kyun mitta diya us ne ...

chor ke chaley gaye...
aur wafa ka naam diya use...

Re: mjhe tanha rhne do ... !!

Nice sharing :)

Re: mjhe tanha rhne do … !!

Nice sharing :k:

Re: mjhe tanha rhne do ... !!

haan mai,
woh badnaseeb hoo
jis ko koi keh day....
k
mai teri,
mera sab kuch tera
ek
dil k siwa .... !!

Re: mjhe tanha rhne do ... !!

sath sath chalne ki soch b uss ki thi ...
aur rasta badalne ka faisla b uss ka tha.....

[QUOTE]
Manzilain b uss ki thin,rasta b uss ka tha
aik mai akeli thi,kafla b uss ka tha....
sath sath chalne ki soch b uss ki thi ...
aur rasta badalne ka faisla b uss ka tha.....
humne apne hisse k sab kadam uthae the....
...darmian mai hayal wo faisla b uss ka tha,,
iss tarha bikharna to roshni ka tha lazim....
zindagi se larne ka mashghala b uss ka tha........

[/QUOTE]

Re: mjhe tanha rhne do … !!

:hinna: