Mizah Nigar

Re: Mizah Nigar

nahi i dont think so.. konsi kitaab mein hei..? aur story mein kia hota hai..

wo konsi hai jisme group shaitaan ke israr pe huqqa le kar aur chadar orh ker theater dekhne jatay hein aur wahan judge sahab mil jatay hein.. who gets indignant over “mastoorat ka huqqa pina” :hehe: .. Shafiq ko naraz razia ki naak ka zara sa hissa nazar aa raha hota hay lekin uske khayal mein wo zara sa hissa tamam nakon ke zara say hisson say haseen tha :smiley: