MiX plate

snooty

mere reel nahi at’kee ..bulkay mainy recording main speed increase ker dee hay chusni

so bojhain to jaanain mainay kia kia gungunaya hay : P

Re: MiX plate

ek tau hai "ko ko ko rina" aur baqi koi chinese origin ka banda hee bata sakta hai.

Re: MiX plate

^ hahaha han ik yeh bhi hay ....nahi baqee sub bhi urdu hee main hain : P

Re: MiX plate

Kam az kam hamari urdu mai nahi hain :snooty:

Re: MiX plate

^ picking power ka imtyhaan hay bacha chai

Re: MiX plate

Kokokorena :D

Re: MiX plate

^ woh to sajal nay bata diya ..cheating not allowed us k ilawa 3 abhi baaqe hain woh guess kerain snooty

Re: MiX plate

:no: no idea lolz that was funny waise

Re: MiX plate

^ oh yeh saray old songs hain ..shaaid is ley mushkil ho rahee hay konfused

Re: MiX plate

Well mujhay siraf ko ko koreena ki hi samajh ayi hai.

Re: MiX plate

kabhi main sochta hon k kuch kahoon
kabhi sochta hon ................

Re: MiX plate

First one's is LATA's Song i guess liken main us k bool yaad nai a rahe hain

Re: MiX plate

1) janay baharaan rashk-e-chaman

2) dheeray dheeray pyar ka bahana ban gya something something

3) kokokorina

4) kabhi sochta hon k kuch kahoon, kabhi sochta hoon k main chup rahoon

Re: MiX plate

yes yeh sub say akhree wala hay : D
na koi indian song nahi hay

eeek

wowwwwwwwwww u r rite jhanda yeh water coller app ka hoa ja ker shop say khareed lain : D

Re: MiX plate

1 > jaan-e-bahaaraaN rakhsh-e-chaman , ghuncha dahan say mee badan ooo jaan-e-mannnnnnnnnnnnn jaan-e-bahaaraaaN

2 > yeh ada yeh naaz yeh andaaz app ka .
dheeray dheeray payar ka bahaana ban gaya
hum nay to chupaya tha fasana ban gaya ..
dheeray dheeray payar ka bahana ban gaya

3> ko ko koreena

4> kabhi main soochta hoon kuch na kuch kahooon .
phir main soochna hoon kion na chup rahoon ,

: P

shukriya : )

Re: MiX plate

hain ? only two posts or woh bhi sirf is thread main
who r u danda

kis kay multivit ho bailan

chehra to keraao zara shabash hmm

Re: MiX plate

totak totak tootiya:hmmm: Ay dil-e-nadan tujhy howa kiya hy,
Ye Ada yen naz ye andaz ap ka dhhery dheery piyar ka bahan ban giya
, Mery khiyalon py chai hy ik sorat matwali si nazuk si shamrmili si masoom si bholi bhali si rehtii hy woh door kahin atta patta maloom nahi, koko reena
, :smiley:
Is ky baad main ny post # 15 perh li or wahi ruk gai mazeed mehnat ki zarorat naha rahi:hehe:
2 5 13 waghaira ka number os sy bhi baad main aya:hehe:

Re: MiX plate

Qasam khuda ki kaaN kaa Pardaa phattt gaya :smilestar:

Re: MiX plate

:omg: :rotfl: :omg:

asli aawaaz post karo :mad: