B.V late nite Ghar Ayi Daikha Kambal main 2 ke Bajaye 4 Tangen Nazar Aa Rahi hain
Cricket Bat uthaya or mar mar kar suja dia pani peene kitchen main gayi to daikha uska shohar wahan betha hai
Shohar bola:
Darling Tumhare abbu ammi aye hain mai ne un ko apne bedroom main sulaya hai,
Ja kar mil lo..