Mairi 3 adad khala’s r missing Dauraan e Gupshup…Agar kissi ko in kay baray main koi Information milay tou mujhay batanay ki koi zarorat naheen 
1:** S**adaf aka khala khairan
2: Sajal aka masi museebtay
3: Shireen aka mai laagi
In say darkhwaast hay kah yahan aa kar apna aur humara Qeemti waqt barbaad karain 
SheeN
2
Re: ~** MissinG **~
shukar hai pailee dafa meraa naam nahi:hehe:
SheeN
4
Re: ~** MissinG **~
^^
baki bhi MISS nahi hain MRS hain:smilestar:
Re: ~** MissinG **~
^Oho maira matlab tha kah aap miss naheen ho’een 
Re: ~** MissinG **~
sadaf baji se mai pooch loongi aaj fone ker ke wo kahan gaib hain
SheeN
7
Re: ~** MissinG **~
ALLAH reham karai mai kiu Miss honai laggi:aj:

Re: ~** MissinG **~
RedGulabo…Mujhay bhi kabhi fone kar liya karo 
SheeN
9
Re: ~** MissinG **~
yai tum nai abhi taak phone hi nahi kiya:smilestar: kanjoos makhi choos:barbie:
Re: ~** MissinG **~
abhi fone kia hai aur wo busy hain unho ne kaha ke un ke paas time nhai fazool logo ke liyee 
Re: ~** MissinG **~
Auroon ko naseehat khud miyaa’on Sheen 
Re: ~** MissinG **~
aap ko kis khushi mai fone keroon aur maaro nahi mujhey mai bhi maroon gi 
SheeN
13
Re: ~** MissinG **~
ussai bhi pata chall gaiya kai tum fazool hoo:)waisai humaree sadaf hai baree akaal wali.
SheeN
14
Re: ~** MissinG **~
mai nai kissi ko call nahi karni thi:smilestar:
Re: ~** MissinG **~
unho ne mujhey nahi kaha aap logo ko kaha hai 
Re: ~** MissinG **~
abhi to fone pe baat hoii na prove chaiyee ask sadaf baji 
Re: ~** MissinG **~
^Kadi saday fone di ring tune ve vajao 