Re: ~Missing Someone~
lol hahahaha…aisii qismat kahaaN…vaise, ummeed to kaafii hai k aisaa hii hogaa! ufff…aajkal kii laRkiyaaN! ![]()
Re: ~Missing Someone~
lol hahahaha…aisii qismat kahaaN…vaise, ummeed to kaafii hai k aisaa hii hogaa! ufff…aajkal kii laRkiyaaN! ![]()
Re: ~Missing Someone~
Ajkal ki larkiyan kya.. ![]()
Saray zamany ki khaak chan’nay k bad bhi agr kisi ko larki na milay to usay sabr se kaam lena chahiye ![]()
Re: ~Missing Someone~
DanDa uThaayeNge to kaise bataauuNgaa? ![]()
Khaak chaanii to Khaka hii to mili na!
vaise sabr kaa duusraa naam kia ThanDe paanii se ashnaan hai? ![]()
Re: ~Missing Someone~
Lo g danda to aivin daranay k liye tha ![]()
chajje wali to phir b na mili ![]()
Mujhy to ek he naam ata hai sabr ka ![]()
Re: ~Missing Someone~
![]()
Re: ~Missing Someone~
Missing no one ![]()
Re: ~Missing Someone~
missing… my Aqak… vo ghans cherne gai aab tak nahi aaye..![]()
Re: ~Missing Someone~
MissinG my parents ![]()
Re: ~~~Missing Someone~~~
^ Shadi ka bad aisa to hona hota ha na
Re: ~Missing Someone~
Hawwwwwwwww shadi ho gye meri?? mujhy to pata he nhi lga ![]()
Re: ~Missing Someone~
yane sadma itna shadeed thaaaa… ![]()
Re: ~Missing Someone~
Han bhtt ,tab se yehi haal hai bs ![]()
Re: ~Missing Someone~
kuch late kyu nahi aapne sadme k leya??? have nela thotha..![]()
Re: ~Missing Someone~
Neela thotha lein meray dushman ![]()
Re: ~Missing Someone~
lol… to unko he dedo .. per sadme se bahir naiklo… aap k leya biryani wait kar rahi ha…![]()
Re: ~Missing Someone~
Acha biryani hai
biryani kha k to main waise he baray baray sadmay bhul jati hn ![]()
Re: ~~~Missing Someone~~~
lol.... koi haaal nahi... aapk ko goverment edare ma job mil jaye to saab aap ko biryane, nan chane, methaya vagera rishwat me de aapna kaa karwane k leya...
Re: ~Missing Someone~
![]()
koi govt job hai apki nazar mein??
![]()
Re: ~Missing Someone~
government to nahi ,HY TO PRIVATE
kerni ![]()
Re: ~Missing Someone~
Private me un ko biryani vagera kaam mela ge!!!