wahhh ... u know wat k ur taste is just like mine .... hugs
bht bht bht bhttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt achi thi
thnx
wahhh ... u know wat k ur taste is just like mine .... hugs
bht bht bht bhttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt achi thi
thnx
Re: ~~~ Missing someone ~~~
u know subha sa ek shair mere zehan mai atka hua hai ...its goes something like dat....
us nay yeah soch kr humay alwida keh diya mohsin ...
yeah gareeb log hain mohabbat k siwa kya dain gay .......
wah wah wah ...
**
aaaaaaaaaaaaaawwwwwwwwwwww…kaun sii kitaab paRh rahii ho aajkal? maiN sarhaane kitaab rakhtaa huN to use deemak khaa jaate haiN
ab maiN kia karuuN? isii liye to gaane gaataa huN … jaise yeh waalaa:
jab jab bahaar aayii aur phool muskuraaye
mujeh tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye**
** aaaaaaaaaaaaaawwwwwwwwwwww.....kaun sii kitaab paRh rahii ho aajkal? maiN sarhaane kitaab rakhtaa huN to use deemak khaa jaate haiN :( ab maiN kia karuuN? isii liye to gaane gaataa huN ... jaise yeh waalaa:
jab jab bahaar aayii aur phool muskuraaye mujeh tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye**
AAj kal poetry parh rahi hoon....
*Aikl Muhabbat kafi hai
Hassan Abbasi * mazbooti hai us k khyalaat main......... achi ghazal aur nzm ka shaer hai.............
** aaaaaaaaaaaaaawwwwwwwwwwww.....kaun sii kitaab paRh rahii ho aajkal? maiN sarhaane kitaab rakhtaa huN to use deemak khaa jaate haiN :( ab maiN kia karuuN? isii liye to gaane gaataa huN ... jaise yeh waalaa:
jab jab bahaar aayii aur phool muskuraaye mujeh tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye**
ap ko galat fehmi hoi hai kitaab ko deemak nai khati ap khud hi nend main kha jatay hain:p
**
waah ji, maiN ne to kabhi paRhaa nahiiN par i’m sure k achchhaa majmoo’a hogaa…do ek nazam/Ghazal post karna taa k ham bhii maHzooz ho sakeN thank you :)**
**
ahN haN tum merii baatoN meN se aise hii “baal kii khaal” nikaalnaa…kia zamaana aa gayaa hai…sach bolo to mushkil, jhooT bole to mushkil
**
ap sach bhi bolty hain:eek:sachi…daikhain itna bara jhoot mat bola karain:p
** aaaaaaaaaaaaaawwwwwwwwwwww.....kaun sii kitaab paRh rahii ho aajkal? maiN sarhaane kitaab rakhtaa huN to use deemak khaa jaate haiN :( ab maiN kia karuuN? isii liye to gaane gaataa huN ... jaise yeh waalaa:
jab jab bahaar aayii aur phool muskuraaye mujeh tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye**
i like the jab jab shair...nice..
Miss my honey bunny :)
hehehe…kabaab tal rahii ho kia? mujhe jale kabaab kii boo kahiiN se aa rahii hai…na jaane kiuN? ![]()
tamanna, its a gaanaa…here it is for ur pleasure ![]()
thank you…oopar gaanaa hai sun leN agar dil chaahe to ![]()
Re: ~~~ Missing someone ~~~
**Shaam se pehlay koi hasher bapa hota hai
Roz ik khof mere dil main naya hota hai
Tujh ko rukhsat karuun kaisay k mera dukh hai yehi
Phir nahi milta jo ikk baar juda hota hai
kon karta hai ta;aqub k jahan bhi jaun
murr k daikhoon to ik phool para hota hai
jis main nuqsaan he nuqsaan ho sara dil ka
kaam woh karnay ka apna hi maza hota hai
hoslaa haarna acha nahi lagta usko
aankh bhar aaey to woh mjh say khafa hota hai
Ghussaa aata hai kisi aur pe har baar magar
dil kisi aur ki batoan say dukha hota hai…**
KKF ki farmaish par… hazir hai…
missing someone:hinna:
Re: ~~~ Missing someone ~~~
mrii farmyiash itni nakhre kr k mani ... or un ki inti gladi maan li ...
paki wali KAATTTTIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIII ......naraz
Re: ~~~ Missing someone ~~~
![]()
koi baaat nahi maaan jao plz
Re: ~~~ Missing someone ~~~
dafa krain isko na manaen
Re: ~~~ Missing someone ~~~
nhi manoo ga .. nhi manoo ga....... or bilkul b nhi manoo ga ........paki wali KATTI ho gayee hai .........
Re: ~~~ Missing someone ~~~
kiun? ![]()
Re: ~~~ Missing someone ~~~
ye ganda bacha he ye just acting krta he
Re: ~~~ Missing someone ~~~
hoonth seeing
Re: ~~~ Missing someone ~~~
![]()
Ok sami na mano…
me leaving
bye jao sbb ganday bachay
ho jao sbb naraz
koi nai mera dost
main bhi nahi bolti
![]()