zindagi k baishter rangoan main say aik rang yeh bhi hai........ to hum iss rang say kiu na lutf andoz hoan?
**
waah waah waah...shaa'ira ho kia? masha Allah...agar aisii baat hai to ham giryaa o zaarii ko aaNsuuoN se mutaashaabeh kar ke yeh gaanaa gaate haiN:
barkhaa raanii, zaraa jam ke barso
meraa dilbar jaa na paaye, jhoom kar barso!
barkhaa raanii, zaraa tham ke barso
mere pee aa jaayeN to jam ke barso!**