Re: Missing In Action
Mohabbat ki misaal asi hay k
Jaanay na jaanay gul bibi hi na jaanay Baagh to saara jaanay hay ...
ab pooray bagh say to shadi nai na hosakti... Gul bibi ko to behar haal batana hi hoga, aaj nahi to kal...
PS: waisay yeh Gul bibi ko vicks ki bottle daini chahyay... naak bandd hay unki, kuch mehsoos hi nai karteen :-D
kya baat hai aap ki.... yahi aise Gul bibi hai jo sunne k ley "naak" use karti haiN.... :D