Re: Missing In Action
Mohabbat ki misaal asi hay k
Jaanay na jaanay gul bibi hi na jaanay
Baagh to saara jaanay hay …
ab pooray bagh say to shadi nai na hosakti… Gul bibi ko to behar haal batana hi hoga, aaj nahi to kal…
PS: waisay yeh Gul bibi ko vicks ki bottle daini chahyay… naak bandd hay unki, kuch mehsoos hi nai karteen ![]()