aap please apnay bhagwaaN kay naam par mujha pm karna bund kareiN.
I know you have a crush on me but I am sorry I am taken by OMG and I cannot decieve her.
Me and OMG meant to get married soon, right honey OMG
Tay Barfee kiriyaaN walli tussi hun phuttta khaou!
aa jatay hain pata nahee kahaN say!
p.s. LINE MARNI HAI TOU SABB KAY SAAMNAY MAAROU NA
Ab aap ko kiyon ghussa aya? bardasht naheen howa na. Meri bari mein kesay hans rahay thay.
Jis qisam ke PMs aur threads yeh bana raha hai, aap ko us par hansna naheen chahiye. He is an idiot, a sick person. Main jis kay baray mein bhi koyi comment deti hoon, billa wajah naheen deti. Meri observation hoti hai. Ab dekh lo, aap kay saath kitna behooda mazzaq kiya hai.