Aaei hogi kisi ko hijr mein mout
Mujh ko tou neend bhi nae ati ![]()
^ tusi fair hijr vish nai hon ge ![]()
Hijr ko chorein, marney ki baat krein…
kis ka marnay ki baat karni hay ![]()
…
matlab qayamat ki baat kar rahay hain ![]()
Me kia baat kr rha hoon I dont know…:hinna:
^^ what happened?
Kia kahoon…
Aap sunaein, theek hain?
jo kehna chahtay hain keh dain, i am listening …
mai theak ALLAH ka sukar hay
**IS bhai your kind words mean a lot to me…
Thank you ![]()
Allah ka shukr hai…**
I am always here ![]()
I hope n pray aesa kuch na ho k mjhe aap ko ya kisi ko bhi takleef deni prey… ![]()
ALLAH behatr karay Aameen aor hameesah apnay hif-o-amaan mai rakhay
beshak wo bohat behtar faisla farmanay wala hay
Aameen…
Jazak Allah khair bhai
Go and take some rest ![]()
…
Nafsa nafsi ka aalam hai
Adakaar tou milte hain, wafadaar nae milte
Kbhi kbhi teri be niyazi se tung ho kr
Me sochta hoon tu mera intikhab kyon hai
Kahan se laon apne jesa
Yahan tou sb farishte hain