My apologies for this sudden switch to English but I had a very strong urge to post this one right here:
Prepare to live alone, my love, for I may soon be gone
I just can’t stay any longer, when my time is up
If I don’t wake up tomorrow, it’ll be a day of sorrow
I’d feel good, if only you would, be gentle and thorough
When you hear the final beep, and the graph rises steep
Followed by a straight line, I’ll be fast asleep
When they put me in a sack, after the final attack
You must understand, I’m not coming back
Let me go in peace, don’t cry over me
Making it difficult, for me to even look back
You must stay here, after I am gone
Don’t fret after me, looking everywhere
You’ll join me one day, when your time, too, is up
I shall wait for you, beyond earthly horizons
As you ascend the skies, on wings of angels
Radiating grace, clad in white
Emitting elegance, on all sides
Like a fairy, in paradise
You shall find me standing, like always, wearing a smile
Eagerly awaiting, my lovely bride
At the doorstep to Heavens, with arms outstretched wide
Ready to embrace, the queen of my life
With a thumping heart, and a beaming smile
Holding your hand, shall I escort you to, our newest reside
Till then, stay blessed, stay alive
My beloved, my life!
Hawa ko likhna jo aa gya hy
Ab us ki marzi k wo khizaan ko bahar likh de
Bahaar ko intizaar likh de
Safar ki khawhish ko wahamaon k azaab se hum kinaar likh de
Wafa k rasto’n pe chalne walo’n ki kismato’n mein gubaar likh de
Hawa ko likhna jo aa gya hy
Ab us ki marzi
Hawa ki marzi k wasl mausam mein hijr ko hissa daar likh de
Mohabbato’n mein guzarne wali ruto’n ko na paedaar likh de
Shajar ko kam saya daar likh de
Hawa ko likhna jo aa gya hy
Ab us ki marzi
K wo hamare diye bujha kar
Shabo’n ko be ikhtiyaar ker k seher ko bay aitbaar likh de
Hawa ko likhna sikhane walo
Hawa ko likhna jo aa gya hy
Shararat pas aa kar nahein door sey bhi hoti hai
Muhabbat banhoon mein nahein, dil mein lay kay hoti hai
Khumar pyar ka dhoondhtay ho meri ankhoon mein
Kay chakra kar aa giroon mein tumharo banhoon mein
Hawa guzarti hai jin haseen rahoon sey
Mera koi apna rehta hai wahan kaye saloon sey
Hawa sey keh do, meray mehboob ko choo kar aay
Us ki khushboo bhi apnay sath lay aay
Mein yunhi hawa ka muntazir e baichain rahoon ga
Apnay mehboob ki mehak ka sada intezar karoon ga
Hawa sey yeh bhi kehna sub threads pay bar bar na aaye
Saray toofan ki kahani ik bar hi likh jaye
Hawa ko likhney sey roken tou roken kaisay
Hawa ko likhna jo aa gaya hai
Dil ko behlao yeh khilona hi tou hai
Jab chaha, jis nay chaha toor dia
Jab chaha, jis nay chaha phir joor dia
Humaray dil sey dil lagi karnay walo
Bohut hua yeh tamasha, ab bus karo
Hum nay ab dil lagana chor dia
**Hamaisha dair kar daita hoon main har kaam karnay main
**zaroori baat kehni ho, koi wada nibhana ho
**isay aawaaz daini ho, usay wapas bulana ho
**hamaisha dair kar daita hoon main!
**Madad karni ho uski, yaar ki dharas bundhana ho
**bohut dareena rastoon par kisi say milnay jana ho
**hamaisha dair kar daita hoon main!
**Badaltay mausmoon ki sair main dil ko lagana ho
**kisi ko yaad rakhna ho, kisi ko bhool jana ho
**hamaisha dair kar daita hoon main!
**Kisi ko maut say pehlay kisi ghum say bachana ho
**haqeeqat aur thee kuch, usko ja kar yeh batana ho
**hamaisha dair kar daita hoon main!!
**(Munir Niazi)