Mirza hits out at nationalists

Re: Mirza hits out at nationalists

Kuchh to Khuda ka khauf hona chahiay.
Kahan aik aam mammoli suasatdan
Aur Kahan hazron Masoom Musalman Pakistanion ka raciest Qatil
Aik nam mahad Sahafi kay dant ki boht fikr hay aur meray piaray
Karachi kay hazron begunah logon ka khoon e nahaq jo pichhlay 25 sal say mussalsal beh raha hay Us ki parwah naheen,