Mirza Ghalib v Allama Iqbal v Ahmad Faraz

Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
(Mirza Ghalib)
Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
(Allama Iqbal)
Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
(Ahmad Faraz)

Re: Mirza Ghalib v Allama Iqbal v Ahmad Faraz

We have discussed this already :)

I like Faraz one's its really deep

Re: Mirza Ghalib v Allama Iqbal v Ahmad Faraz

Ghalib ko shukar ada karna chahiye ke wo Aurangzeb ke potay ke zamane main shair banay.. agar Aurangzeb ke zamane main wo shair kehte to Wajib ul qatl qarar paate..

Re: Mirza Ghalib v Allama Iqbal v Ahmad Faraz

thanx 4 likeing.....hehe galib ki kisamt achi thi

Re: Mirza Ghalib v Allama Iqbal v Ahmad Faraz

Bach gaya Ghalib… :hehe: