Re: Mindset…that needs to be changed
saheeh kaha keh Pakistan in sub mein phansa howa hay leekin Iran and India say to tou bhater hain kah kuch nah kuch day rahay hain :cobra:
zara thori sey dair k liye sochein keh ager hamari man powe rin tamam mulkon say wapas bula li jay to kia hal banay ga ?
ab Imran aor mairay liberla doston wali bat nah kar daina kah hum 2 years mein apnay pairon per kharay ho jain gey aor dosrey mulkon k log idher aa ker nokri karain gey ![]()