Re: Million dollar question :The Plural in Urdu
zobia naY bay par kee haaNknaY kaa aalmi record qaaim kartaY huaY irshaad farmaayaa:
**kadeem nuskhay naqadroon ke poohnch say door rekhayin ager alamat bhut he kharab hain to waqt perhanay per un k sir per dain marain. **
kin kay sar par, alaamaat kaY sar par??
**
**
Tum ko dekha tau khiyaaL aayaa
Cafe` ik Zoo, nayaa bander aayaa :halo:
**per nuksaan bhi to koe nahi hai **
aisaa kaam kar kaY bay fazool waqt zaay’a karnaY kaa faaidah jiss maiN nafa aur nuqsaan kee sha’rah 0 % ho… agar faaidaa naheeN ho rahaa tau kiyaa zaroori hai kaY nuqsaan kaa takhmeenaa lagaa kar apnaa aur doosroN kaa qeemti waqt barbaad kiyaa jaaye???
**it will b a Breeze soap. **
try Gaaye soap yaa phir Milan soap ![]()
*faiday nuksaan ka taluk banday-e-basher say nahi lamhay say hota hai.
tau phir aap lamhaat ko hee pakaR laiN ![]()
**jis ka kaam usi ko saajhay. **
aur aap kee tarah koi aur karaY tau TheNgaa baajaaY ![]()
**app mut taa-yun kerin kis ka faida ya nuksan hai ***
kiouN bhai, mujhay apnaa faaida dekhnaY kaa haq hai ![]()
(sorry man i cant talk like other cafe’ez
)
paRh likh jaateeN tau talk-na bhee aa jaataa ![]()