Million dollar question :The Plural in Urdu

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

:chai:

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

Lagta hay urdu ki lughat dekh rahay hain :D

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

me really happpppppppy today

** :shoaby:**

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

:D

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

ver right for …:konfused:

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

koi Khas Baat :)

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

Karwa oil Ista’maal karain Aafaqa Ho ga :hehe:

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

lol

:hehe:

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

**

**

**wah wah… aik addad Lughaat-ul-Zobia kaa nuskhaa bhee apnaY jawaab kaY saath nathi kar deteeN naa :hoonh:
**

kadeem nuskhay naqadroon ke poohnch say door rekhayin ager alamat bhut he kharab hain to waqt perhanay per un k sir per dain marain. :mocking:

phir bataanaY kaa faaida?? :naak:

per nuksaan bhi to koe nahi hai :snooty:

or wo wala jo sab ko ata ho
agar subb ko aataa hai tau bataa kar maiN kiyaa general knowledge maiN izaafaa karooN gaa:layd:???

it will b a Breeze soap.

faiday nuksaan ka taluk banday-e-basher say nahi lamhay say hota hai.
jis ka kaam usi ko saajhay. app mut taa-yun kerin kis ka faida ya nuksan hai :barbie:

(sorry man i cant talk like other cafe’ez :bummer: )

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

mard ko plural bandaaaa :cb:

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

Aik tu Mard


***aur do Mard…Na Mard…:smiley: ***

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

mard ka plural mard hi hai or mard hi hai bas:naraz: or ager aapko pata hai to bata de:barbie:

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

:sleep:

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

zobia naY bay par kee haaNknaY kaa aalmi record qaaim kartaY huaY irshaad farmaayaa:

**kadeem nuskhay naqadroon ke poohnch say door rekhayin ager alamat bhut he kharab hain to waqt perhanay per un k sir per dain marain. **

kin kay sar par, alaamaat kaY sar par??

**:mocking: **
Tum ko dekha tau khiyaaL aayaa
Cafe` ik Zoo, nayaa bander aayaa :halo:

**per nuksaan bhi to koe nahi hai **
aisaa kaam kar kaY bay fazool waqt zaay’a karnaY kaa faaidah jiss maiN nafa aur nuqsaan kee sha’rah 0 % ho… agar faaidaa naheeN ho rahaa tau kiyaa zaroori hai kaY nuqsaan kaa takhmeenaa lagaa kar apnaa aur doosroN kaa qeemti waqt barbaad kiyaa jaaye???

**it will b a Breeze soap. **
try Gaaye soap yaa phir Milan soap :sunnyboy:

*faiday nuksaan ka taluk banday-e-basher say nahi lamhay say hota hai.
tau phir aap lamhaat ko hee pakaR laiN :wink:

**jis ka kaam usi ko saajhay. **
aur aap kee tarah koi aur karaY tau TheNgaa baajaaY :clown:

**app mut taa-yun kerin kis ka faida ya nuksan hai ***
kiouN bhai, mujhay apnaa faaida dekhnaY kaa haq hai :grumpy:

(sorry man i cant talk like other cafe’ez :bummer: )
paRh likh jaateeN tau talk-na bhee aa jaataa :layd:

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

Mardood..i think i have said that b4!!!

2 Likes

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

Amazing, we are having a 8 page discussion to find plural of Mard

Mard is singular and plural both.
E.g.

“Tum eik Mard ho” (singular)
“Tamam mard kharay ho ja ain” (plural)

Now about your list

  • Amraad. Mard is a persian word. Your pick (amraad) is an Arabic technique of making plural of a word. E.g. Shajar (tree) and Ashjaar (Trees)

  • Mardood. I am sure that its a joke

  • MardoN. This is spoken urdu. As I said that Mard is a farsi word. To find real plural of a word, we have to go back to originating language. We say “Nabion” as plural of “Nabi”. Although being an arabic word, real plural is “Anbiya”

*]Mardaan. Another joke, for sure
:

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

Doesn't have any Plural :p

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

MARDON

haan

mardon

'unn mardon ko kaho kay vo mar jayein'

Re: Million dollar question :The Plural in Urdu

^^lol
han itna namard:D