Milli Naghmat

Dear Guppies,

These are some of the famous milli nagmaat. If you know their lyrics or respective poets or the singers who sang them, please share that information with us. :slight_smile:

Ay Nigar-e-Watan Tu Salamat Rahay

Ay watan pyaray watan

Chand Meri Zameen Phool Mera Watan

Dil dil Pakistan

Hay jazba junoon tu himat na haar
singer: Junoon

Hum Mustafawi hain

Itnay baray jeewan saar main tu nay PAkistan diya

Main bhi Pakistan hoon Tu bhi Pakistan hai
singer: Mohd.Ali Shehki

few more :slight_smile:

Yeh dais hamara hai isay hamnay sawara hai

Teri wadi wadi

Sindhi hum Balochi hum

Sohni dhartee Allah rakay qadam qadam abaad
singer: Shehnaz BEgum

Khayal Rakhna
singer: Alamgeer

Jewway Jeway Pakistan

Sohni dharti Allah rakhay qadam qadamabad tujhay

Tera Pakistan hai yeh mera Pakistan hai

*

jevay, jevay, jevay pakistan
jevay, jevay, jevay pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan

jeeevay, jeevay, jeevay, jeevay
jevay, jevay, jevay pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan

mun panchi jab pankh hila'ay
kia kia sur bikhra'ay hoo
kia kia sur bikhra'ay

sun'nay walay sunein to un mein
aik he dhun lehra'ay ho ho
aik he dhun lehra'ay ho hoo pakistan, pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan

jevay, jevay, jevay pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan

bikhray howoon ko bichray howoon ko
ik markaz pay laya hoo
ik markaz pay laya

kitnay sitaroon k jhurmat mein suraj bun ker aaya ho hoo
suraj bun ker aaya ho hoo pakistan pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan

jevay, jevay, jevay pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan

jhail ga'ay dukh jhailnay walay
jhail ga'ay dukh jhailnay walay
ub hai kaam hamara hoo
ub hai kaam hamara

aik rakhein gay, aik rahay ga
aik hai naam hamara hoo
aik hai naam hamara ho hoo pakistan pakistan
pakistan pakistan, jeevay pakistan

jevay, jevay, jevay pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan

jevay, jevay, jevay pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan
pakistan pakistan jeevay pakistan...

I'm just in love with this one these days :D

Hum zinda Quom hain paainda Quom hain
Hum zinda Quom hain paainda Quom hain
Hum sab ki hai pehchaan
Hum sabka Pakistan Pakisan Pakistan
Hum sabka Pakistan

Har diL ke ufaq par hay Chand ek Sitara ek
Hai kalma bhi wahid parcham bhi humara ek
Hum yak-dil hum yak jaan
Hum yak-dil hum yak jaan
Hum zinda Quom hain paainda Quom hain
Hum sabka Pakistan Pakisan Pakistan
Hum sabka Pakistan

Ikhlas, Yaqeen, Tanzeem hai Millat ka manshoor
Har jaada-um-manzil par millat kay diL ka Noor
Allah, Nabi, Quran , Allah Nabi Quran
Hum zinda Quom hain paainda Quom hain
Hum sabka Pakistan Pakisan Pakistan
Hum sabka Pakistan

Rehmat ki taraha sar par behno ki ridaain hain
Himmat kay liye humraah Maa‘on ki duaain hain
hum par Rab ka Ehsaan, hum par Rab ka Ehsaan
Hum zinda Quom hain paainda Quom hain
Hum sab ki hai pehchaan
Hum sabka Pakistan Pakisan Pakistan
Hum sabka Pakistan

Islam kay Lashkar mein hain Qasim se farzand
Iss MulQ-o-Millat mein Bachay bhi karri qamand
Boorhe bhi jari kamaan, Boorhe bhi jari kamaan
Hum zinda Quom hain paainda Quom hain
Hum sab ki hai pehchaan
Hum sabka Pakistan Pakisan Pakistan
Hum sabka Pakistan

in Millon, Mashinon kay sab pahiyey ghoomain gay
Mazdoor bhi hongay shaad,dahqaan bhi jhoomain gay
Sona dain gay kahaliyyan, Sona dain gay kahaliyyan
Hum zinda Quom hain paainda Quom hain
Hum sab ki hai pehchaan
Hum sabka Pakistan Pakisan Pakistan
Hum sabka Pakistan

:konfused: Billi Naghmat?

:ahaa:

Meow Meow :blush:

Meow Meow Meow :blush:

Mewo Meow Meow Meow :blush:

afffff :halo:

^^ :bummer: it says mili not bili ..

S_K_N i’m in love with that one too:jhanda:

Ps: all of them r good:jhanda:

Thankyou guys, thankyou very much. I am forever indebted that atleast you posted the naghmat on my request.

Chand Chehra and Sharafat Ka Namouna :flower1:

:k: nice

jug jug jeeye mera piyara watan
lub pe dua hai dil mien lagan

hoo jug jug jeeye …