Re: Miandad was first choice as coach - Uncle Butt
Kiyaa ahwaal-e-kirkit pucho ho Purab kaY saakino!
Mujh ko laa-ilm jaan kay haNs haNs kaY BUTT naY
PCB jo ik Board thaa Aalam maiN Intekhaab
GuzaraY din jahaaN thaY Javed-O-Aaqib-O-Waseem naY
Jiss ko Butt naY looT kaY barbaad kar diyaa
Hum chaahanaY waalaY haiN ussi board-e-nakardaah kaar kaY