mertabaan, surahi, parat, aur piyala

any other utensil nouns, urdu words?

Re: mertabaan, surahi, parat, aur piyala

Taash (tray/dish)
Tushtari (plate)
daigchi (pot)

:s cant think of more

Re: mertabaan, surahi, parat, aur piyala

Pateeli

Re: mertabaan, surahi, parat, aur piyala

  • Bhagona,
  • ** Bailan, Pata**
  • ** Chilamchi,**
  • ** Chalni,**
  • ** Dubki,**
  • ** Dol**
  • ** Garwi,**
  • ** Pirch, Piyali
    **
  • ** Mandaarja bala tu pakki bat brtan hi hain,ab yeh nahi pata mandarza zail cheezain bartanon main shumar hon gi ya**** accessories****:hmmm:**
  • ** Chimta,**
  • ** Phokni**

Allah ho akbar :S
Khushkhabri pichley jaanam main Allama Iqbal ki best friend to nahi rahi :S itni zaalim aur khatarnaak kisam ki urdu :S mandarja bala aur madarja zail :S

Allah ki Panah

thora haath hola rekha karo aur woh baatain kya karo jo sab unperh samajh lain

Re: mertabaan, surahi, parat, aur piyala

haavan/imaam dasta
sil baTTa
tawaa
kaRhaai

PS: abhi aur yaad naheeN aa rahai:snooty:

Re: mertabaan, surahi, parat, aur piyala

How come noone added kafgeer :naraz:. For some reason, i like the sound of it :d:smack:

Re: mertabaan, surahi, parat, aur piyala

matka
chhrui
chaqu
piyali
piyala
thaal
tasla

That's all I can think of at the moment.

Re: mertabaan, surahi, parat, aur piyala

dushwaree app bahanay bahanay say apnay kitichen kay smaan ki list tayaar ker rahee hain hehe

Re: mertabaan, surahi, parat, aur piyala

^:cb:

Bartan kahy hain machinery nahi:snooty:

:cb: you mean jahaiz ki?

Re: mertabaan, surahi, parat, aur piyala

Chonky (li'l stool)
Gadda (Metress)

chanchay,kaantay,churyaan,choolha,chalni