Meri Zindgi Meri Manzilan, mujy qurab main nehi door day
Mujhy to dikha wohi rasta, jo safar k bad garoor day.
wohi jazba day jo shadeed ho, ho khushi to jaisy Eid ho
kabi Gum mily to bala ka ho, mujy wo b aik saroor day.
To galt na samjy to main kahoo, tera shukriy keh diya sakoon
Jo bady to bad k banay junoo, mujy wo khalish b zaror day,
mujy to nay ki hay ata zubaan, mujy gum sunany ka gum kahan,
rahy unkehi meri Dastaan, mujy nazuk par wo aboor day,
Yeh jo zulf teri uljy gayi, wo jo thi kabi teri dhuj gai,
main tujhy Sanwaroo ga zindgi, Meary hath mai yeh amoor day,