meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

meri jaan uth kay na jaa abhi mera dil bohat hi udaas hai
meri ankh mai teri deed ki zara bujh to lay ye jo pyaas hai

mai singhaar karkay dulhan bano liye rung teray wisal kay
kay yaqeen kuch to mujhay bhi ho tu qareeb hai meray pass hai

tera harf, harf ho akhri zara lub kusha ho dilnashee’n
mujhay rakh grift-e-fareeb mai tera jhoot bhi mujhay raas hai

banain qurbatoo’n ki zamana’tain, teri furqatoo’n bharay rutt jagay
bas-e-chashm khush nigah kar kay tu ek chehra shanas hai

meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar
teray lams say ho shikan shikan, meray tun pay jo libass hai

mujhay aitbar-e-nazar nahi tujhay dekhti ho tatool kay
mujhay weham kasa ajeeb hai meray dil mai kya qyaas hai

:blush:

2 Likes

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

:rolleyes:itni blush keoN
PS: beautiful post Shabo—

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

:nono:

itni tafseel nahin :blush:

PS. Nice posting :k:
*

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

vey nice..

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

thanks :bummer:

warning denay kaliye list banaing*****

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

mera naam to list main nahin hai na :blush:

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

nahi ap ka reply to mane dekha hai :smiley: you are safe :snooty:

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

good baat that i am in the good books of Mod :slight_smile:

:salute:

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

kia baat hay g, pahlay shaer nay yaad dila diya ‘‘aaj jaanay ki zid na karoooo’’
bootiphoool sharing g

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

^ sahi mai beautiful hai ya warning say ghabra gaye hain :aq:

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

hain gggg!!! kairee warning?? aithay koi city pulss lahore say wee guppee haiga? :cb: waisay bhee asee tau bay-car hain gareeb loak paidal turnay waalay :cb:

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

:k:

:k: pata nehe kese he

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

to pata karo na :smilestar:

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

Bohat khoob Shab-e.Hijar..:k:

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

:crying:
her time marte ho

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

Nice Sharingg Shab Dear:)

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

thanks all :flower1:

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

nice sharing shab :k:

Re: meri zindgani hai tu agar to qayaam meray badan mai kar

shabo! nice sharing :Princeali: