**Meri zindagi ki kitab ka
Hai warq warq yun saja hua
Sar-e-Ibtida,
Sar-e-Intiha,
Tera naam dil pe likha hua
Yeh chamak dhamak to faraib hai
Mujhe dekh gehri nigah se
Hai libas mera saja hua
Mera dil hai lekin bhuja hua
Meri aankh teri talash mein
Yun bhatakti rehti hai raat din…
Jese janglon mein hiran koi
Ho shikariyon mein ghira hua..!!!**
Re: Meri zindagi ki kitab ka…
**Meri aankh teri talash mein
Yun bhatakti rehti hai raat din…
Jese janglon mein hiran koi
Ho shikariyon mein ghira hua..!!!
Beautiful sharing :k:
**
LP
3
Re: Meri zindagi ki kitab ka…
touchy :k:
Re: Meri zindagi ki kitab ka…
:k: