Re: Meri zeest ka hai hasil…
bht achi hai …
jaane kiya hua ussay aaj,
chala aaya woh mere koochay, mera deedar krne,
raab jane, kiya tha us k dil mai,
chala aaya khud ko ruswa krne, ya mjhe barbaad krne
kitne saloon say tha intizar mjhe,
chala aaya sab chor kr, apni mubhat ka izhar krne,
itne saloon say jo ker nah saka yakeen
chala aaya aaj, meri mubhat per aitbaar krne
kehta tha nafrat krta hai mjhe say,
phir kyu …!!
chala aaya aaj woh, mera qatal-e-aam krne… ****samii **