bujha diye hain khud apnay hatoo'n mohabatoon kay diye jala kay
meri waffa nay ujar di hain umeed ki bastiyaan basa kar
tujhay bula dain gay apnay dil say ye faisla to kiya hai lakin
na dil ko maloom hai na hum ko ..jiye gay kasay tujhay bhula kay
kabhi milay gay jo rastay mai to moun phira kar palat paray gay
kahien sunay gay j o naam tera to chup rahay gay nazarjhuka kay
na sochnay par bhi sochta ho kay zindagi mai kya rahay ga?
teri tamana ko dafan kar kay teray khyaloon say door jakay
Re: meri waffa nay ujar di hain umeed ki bastiyaan basa kar

bht achay:bb:
Re: meri waffa nay ujar di hain umeed ki bastiyaan basa kar
tujhay bula dain gay apnay dil say ye faisla to kiya hai lakin
na dil ko maloom hai na hum ko ..jiye gay kasay tujhay bhula kay***
*****bohat khoob jee
*
Re: meri waffa nay ujar di hain umeed ki bastiyaan basa kar
bastiyaan basa kar...kya kehne shab jee outclass sharing !
Aryaan
5
Re: meri waffa nay ujar di hain umeed ki bastiyaan basa kar
Bohat khoob Shab-e-Hijar..:k:
Re: meri waffa nay ujar di hain umeed ki bastiyaan basa kar
Nice sharing
Re: meri waffa nay ujar di hain umeed ki bastiyaan basa kar
good work. (nice lines at ur avator)
system
8
Re: meri waffa nay ujar di hain umeed ki bastiyaan basa kar
- tujhay bula dain gay apnay dil say ye faisla to kiya hai lakin
na dil ko maloom hai na hum ko ..jiye gay kasay tujhay bhula kay
**Cool ... aik request hay kah aap fonts kay rang thoray dark kar lain to maharbaani ho gi ..... **
*
babri
10
Re: meri waffa nay ujar di hain umeed ki bastiyaan basa kar
bohat khoob
Daanie
11

wonderful :)